Gair Ke Saath Kabhi Zikar Hamara Na Karein

SHARE

Gair ke saath kabhi zikar hamara na karein
Hum ko badnaam karen ishq ko ruswa na karein
Dil ye kehta hai muqaddar hai pareshan rehna
Akal kehti hai ki hum zulf ka sauda na karein

SHARE